LOG KYA KAHENGE LYRICS Remo



 Baat inke pade hain

Waqt pe tu dekh kitne

Sath inmein se khade hain

Manchale yeh diljale hain yeh saare


Manchale yeh diljale hain

Manchale yeh diljale hain

Dusron ke ghar pale hain

Girgiton sa rang badalte

Yeh to door se bhale hain

Bhai yeh to door se bhale hain


Har kahin faila rakhi hai

Gandgi macha rakhi hai

Khud ke aaine mein jis ke

100 dararein aa chuki hain


Karm jinke hain andhere

Loot’te hain har savere

Har kisi ko gyan paan

Dete rehte hain bathere


Log kya kahenge

Log kya kahenge

Log kya kahenge

Mujhko fark bhi na padta

Dusron ko bolne se

Khud ka muh hai sadta


Kalam jale zuban tale

Yeh sunke jo raawan jale

Jeevan ke har mod pe

Koshish karenge daud ke

Daud ke daud ke daud ke


Daud daud

Jeevan ke har mod pe

Koshish karenge daud ke

Tu achcha bhi karega

To karenge saare ninda

Udne ki khwaishon ne hi

Rakhi hain saasein zinda

Khol de yeh pankh mere

Kehta hai parinda

Log kya kahenge

Ab tu chhod yeh chinta


Log kya kahenge

Log kya kahenge

Log kya kahenge

Post a Comment

Previous Post Next Post